-
26th December 2004, 09:00 AM
#11
Senior Member
Platinum Hubber
Tushar Arora (@ 61.3*) on: Fri Nov 19 03:42:45 EST 2004
Shreya Ji,main aksar sochta tha ki log hamesha kehte hain lata ji jaisa koi nahin gaa sakta lekin main aaj yeh batana chahunga ki lata ji ke ilawa agar kisiki awaaz dil ko chhooti hai to woh sirf aapki.shreyaji,ek sach kehna chahunga - aapka gaya hua gaana "chalo tumko lekar chalen " main din mein kum se kum 10 baar zaroor sunta hun.kya dil se gaya hai apne ! maza aa gaya.main yehi kehna chahunga ki aap jaisa dil ko chhooney wala shaks dobara kabhi nahin aayega.mere dil ki awaz yehi hai ki aap bahut taraqqi karoge aur peeche mud kar nahin dekhna but always be down to earth.u r just 2 good ! thats it !
-
26th December 2004 09:00 AM
# ADS
Circuit advertisement
Bookmarks