Page 14 of 154 FirstFirst ... 412131415162464114 ... LastLast
Results 131 to 140 of 1538

Thread: Hindi songs of Emotional Impact - nostalgic, favorites etc

  1. #131
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    .
    EK LADKI KO DEKHA

    Movie : 1942 A Love Story
    Singer : Kumar Sanu



    Ek ladki ka bahut hi pasanth gaana
    Jaise khwabon ki pari ho nayi
    Bahut pyaari thi maine maana
    Lekin chali kyun gayi
    Banaake mujhko begaana
    Ye baat kabhi naa jaana



    Video can be viewed here :



    ek laDakii ko dekha to aisa laga
    jaise khilata gulaab
    jaise shaayar ka khvaab
    jaise ujalii kiran
    jaise ban mein hiran
    jaise chaandanii raat
    jaise naramii baat
    jaise mandir mein ho ek jalta diya
    ek laDakii ko dekha to aisa lagaa...
    jaise subah kaa ruup
    jaise saradii kii dhuup
    jaise viiNaa kii taan
    jaise rangon kii jaan
    jaise balakhaayen bel
    jaise laharon ka khel
    jaise khushbuu liye aaye THanDii havaa
    ek laDakii ko dekha to aisa laga...
    jaise naachataa mor
    jaise resham kii Dor
    jaise pariyon ka raag
    jaise sandal kii aag
    jaise solah singaar
    jaise ras kii phuhaar
    jaise aahistaa aahistaa baDHta nasha
    ek laDakii ko dekha to aisa laga...

    .

  2. # ADS
    Circuit advertisement
    Join Date
    Always
    Posts
    Many
     

  3. #132
    Senior Member Platinum Hubber Shakthiprabha.'s Avatar
    Join Date
    Oct 2004
    Location
    Vagabond
    Posts
    17,596
    Post Thanks / Like
    amazing song des

    Almost all used to go crazy singing this song during those days

    brings me pleasant memories

  4. #133
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    PL : ya it was quite a popular song and very nostalgic for me

  5. #134
    Senior Member Veteran Hubber
    Join Date
    Oct 2006
    Posts
    5,305
    Post Thanks / Like
    dis is from an album by SHAAN......... whenever i'm in tears or m upset i always listen to this and it makes me forget everything





    Hindi Song Title: Bhool Ja (Jo Hua Use)
    Hindi Movie/Album Name: BHOOL JA (ALBUM)
    Singer(s): SHAAN


    Hindi Lyrics:
    In ansoonon se kisko kya hua hansil
    Mana kehna hai asan nibhana hai mushkil
    Phir bhi ae yaar mere
    Sunle meri intezaaa
    Bhool ja Jo hua use bhool ja hai kasam tujhe muskura
    khud ko na de yun saza

    Un yadon ko bhool ja Wo to nahin tha teri wafon ke kabhil
    Jane kya soch kar tune de diya apna dil
    Is baar dil ka sauda karna na yun bewajhah
    Bhool ja Jo hua use bhool ja
    Hai kasam tujhe muskura
    Khud ko na de yun saza un yadon ko bhool ja

    Teri zindagi teri hai kisi ki amant nahin
    Jab chahe tod de aese ek imart nahin
    Is baar dil ka suda karna na yun bewahja
    Bhool ja Jo hua use bhool ja hai kasam tujhe muskura
    khud ko na de yun saza un yadon ko bhool ja
    Jo hua use bhool ja hai kasam tujhe muskura
    khud ko yiun na de tu saza un yadon ko tu bhool ja...
    na nana bhool ja....
    Khud ko yun na de tu saza
    Un yadon ko tu bhool ja...

  6. #135
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    Arshu : nice lyrics, will check the song later

  7. #136
    Senior Member Platinum Hubber Shakthiprabha.'s Avatar
    Join Date
    Oct 2004
    Location
    Vagabond
    Posts
    17,596
    Post Thanks / Like
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

    Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
    Resham si hawa kehti hai bata
    Vo jo doodh dhuli masoom kali
    Vo hai kahan kahan hai
    Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai
    Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

    Paakhi paakhi pardesi
    Paakhi paakhi pardesi
    Paakhi paakhi pardesi
    Paakhi paakhi pardesi

    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se


    Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain
    Chehra nahin hai par teri aahatein hain
    Tu hai kahan kahan hai
    Tera nishaan kahan hai
    Mera jahan kahan hai
    Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Main yahan tukdon mein jee raha hoon
    Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
    Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se.

  8. #137
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    PL : lovely song with poignant lyrics - all songs of DIL SE so nostalgic.

    DIL SE RE

    ik suraj nikla tha
    kuchh paara pighala tha
    ek aandhi aayii thii
    jab dil se aa niklii thii
    dil se re

    (CHORUS)
    dil to aakhir dil hai na
    miiTHii sii mushkil hai na
    piya piya piya na piya
    jiya jiya jiya na jiya
    dil se re

    vo patte patjhaD ke peDon se utare the
    peDon kii shaakhon se utare the
    phir utne mausam guzare
    vo patte do bechare
    phir ugane ki chaahat mein
    vo saharon se guzare
    vo patte dil dil dil the
    vo dil the dil dil dil the
    dil hai to phir dard hoga
    dard hai to dil bhi hoga
    mausam guzarte hi rahate hai
    dil hai to phir dard hoga
    dard hai to dil bhi hoga
    mausam guzarte hi rahate hai
    dil se

    (CHORUS)
    bandhan hain rishton mein
    kaanTon kii taarein hain
    patthar ke darwaaze diiwaarein
    belein phir bhi ugatii hain
    aur gunche bhi khilte hai
    aur chalte hai afsaane
    kirdar bhi milte hai
    vo rishte dil dil dil the
    vo dil the dil dil dil the
    gam dil ke paksh chulbulein hain
    paani ke ye bulbule hai
    bhujhte hai bante rehte hai
    gam dil ke paksh chulbulein hain
    paani ke ye bulbule hai
    bhujhte hai bante rehte hai
    dil se dil se dil se re

  9. #138
    Senior Member Veteran Hubber Anoushka's Avatar
    Join Date
    Nov 2004
    Location
    Dublin, Ireland
    Posts
    2,807
    Post Thanks / Like
    A very melodious song of Lata...

    Hindi Song Title: lag jaa gale ki phir ye haii.n raat ho na ho
    Hindi Movie/Album Name: Woh Kaun Thi
    Singer(s): Lata Mangeshkar
    Actor(s)/Actress(es): Sadhana, Manoj Kumar
    Music Director(s): Madan Mohan
    Lyricist(s): Raja Mehdi Ali Khan

    lag jaa gale ki phir ye hasiin raat ho na ho
    shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho
    lag jaa gale se ...

    hamako milii hai.n aaj, ye gha.Diyaa.N nasiib se
    jii bhar ke dekh liijiye hamako qariib se
    phir aapake nasiib me.n ye baat ho na ho
    phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho
    lag jaa gale ki phir ye hasii.n raat ho na ho

    paas aaiye ki ham nahii.n aae.nge baar-baar
    baahe.n gale me.n Daal ke ham ro le.n zaar-zaar
    aa.Nkho.n se phir ye pyaar ki barasaat ho na ho
    shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho

    lag jaa gale ki phir ye hassii.n raat ho na ho
    shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho
    lag jaa gale ki phir ye hassii.n raat ho na ho
    %

    Watch the song on you tube
    The moment will arrive when you are comfortable with who you are, and what you are--when you don't feel the need to apologize for anything or to deny anything. To be comfortable in your own skin is the beginning of strength.

  10. #139
    Senior Member Veteran Hubber Anoushka's Avatar
    Join Date
    Nov 2004
    Location
    Dublin, Ireland
    Posts
    2,807
    Post Thanks / Like
    The first time my brother saw this song he fell for it... made us go searching for Mukesh cassettes with this song as a Birthday gift for him then...

    Hindi Song Title: Chand si mehbooba ho meri
    Hindi Movie/Album Name: Himalay ki god mein
    Singer(s): Mukesh
    Actor(s): Mala Sinha, Manoj Kumar
    Music Director(s): Kalyanji, Anandji
    Lyricist(s):

    Hindi Lyrics:
    Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
    Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha

    Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
    Na kasmey hain na rasmey hain, na shikwe hain na wadey hain
    Ek surat bholi bhaali hai, do naina seedhe saade hain
    Do naina seedhe saade hain
    Aaisa hi roop khayalon mein tha, aaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha

    Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
    Meri khushiyan hi na baate, mere gam bhi sehna chahe
    Dekhe na khwab woh mehlon ke, mere dil mein rehna chahe
    Mere dil mein rehna chahe
    Is duniya mein kaun tha aaisa, jaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
    Chand si mehbooba ho meri, kab aaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha
    Haan tum bilkool waisi ho, jaisa maine socha tha

    The moment will arrive when you are comfortable with who you are, and what you are--when you don't feel the need to apologize for anything or to deny anything. To be comfortable in your own skin is the beginning of strength.

  11. #140
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    luute koi man ka nagar banke mera saathi
    kaun hai voh apnon mein kabhi aisa kahin hota hai
    yeh to bara dhokha hai
    luute koi man ka nagar banke mera saathi

    yahin pe kahin hai mere man ka chor
    nazar pare to baiyaan duun maror
    yahin pe kahin hai mere man ka chor
    nazar pare to baiyaan duun maror

    jaane do jaise tum pyaare ho
    vo bhi mujhe pyaara hai jine ka sahaara hai
    dekho ji tumhaari yahi baatiyaan mujhko hain tarpaatin
    luute koi man ka nagar banke mera saathi

    rog mere ji ka mere dil ka chain
    saanvala sa mukhara uspe kaale nain
    rog mere ji ka mere dil ka chain
    saanvala sa mukhara uspe kaale nain

    aise ko roke ab kaun bhala
    dil se jo pyaari hai sajani hamaari hai
    ka karuun main bin uske rah bhi nahin paati
    luute koi man ka nagar banke mera saathi

Similar Threads

  1. Songs that have made an emotional impact on us - 4
    By mgb in forum Permanent Topics
    Replies: 1777
    Last Post: 30th May 2020, 09:22 AM
  2. Songs which had an 'Emotional' impact on you !
    By PARAMASHIVAN in forum Tamil Films
    Replies: 9
    Last Post: 17th May 2010, 05:41 PM
  3. Songs that have made an emotional impact on us - 3
    By baroque in forum Permanent Topics
    Replies: 1495
    Last Post: 10th April 2008, 03:16 PM
  4. Songs that have made an emotional impact on us - 2
    By mgb in forum Permanent Topics
    Replies: 1498
    Last Post: 27th August 2007, 12:10 AM
  5. Songs that have made an emotional impact on us
    By Oldposts in forum Permanent Topics
    Replies: 1497
    Last Post: 26th February 2007, 06:36 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •