Page 13 of 154 FirstFirst ... 311121314152363113 ... LastLast
Results 121 to 130 of 1538

Thread: Hindi songs of Emotional Impact - nostalgic, favorites etc

  1. #121
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    Love is..

    Bechainiyaan, betaabiyaan
    Yeh dooriyaan, majbooriyaan
    Mushkil bada yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai

    Madhoshiyaan, khaamoshiyaan
    Oonchaaiyaan, gehraaiyaan
    Mushkil bada yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai

    Tanhaaiyaan, parchhaaiyaan
    Purvaaiyaan, shehnaaiyaan
    Angdaaiyaan, ruswaaiyaan
    Chingaariyaan, dushvaariyaan
    Mushkil bada yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai

    Naadaaniyaan, beimaaniyaan
    Hairaaniyaan, manmaaniyaan
    Purbaaniyaan, dil jaaniyaan
    Pashemaaniyaan, pareshaaniyaan
    Mushkil bada yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai


    Yeh paheliyaan, athkheliyaan
    Yeh jawaaniyaan, deewaaniyaan
    Veeraaniyaan, hariyaaliyaan
    Aavaadiyaan, barbaadiyaan
    Mushkil bada yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai
    Haan.. yeh pyaar hai
    Yeh pyaar hai..

  2. # ADS
    Circuit advertisement
    Join Date
    Always
    Posts
    Many
     

  3. #122
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    itni saari Haaniyaan aur Khushiyaan - ye sab milkar hi to pyaar hai !

  4. #123
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    Sriram: so true

    ----------

    Rakhee and Amitabh are in love with each other and this song comes during their happy days.. later rakhee gets married to shashi kapoor (if my memory is correct) and shashi kapoor requests rakhee to sing a song during their first night and rakhee sings the same song (thinking of amitabh) but not facing sashi.. while she sings the song shashi will remove her veil and in a romantic mood ( relating the song with him) will be kissing her back.. whereas rakhee will be in no position to accept his advances and tears will roll down her cheeks.. but sashi will be blissfully ignorant of rakhee's position and will be thinking rakhee is not facing him because of shyness.. tough position for any female..


    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
    Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye

    Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
    Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin

    Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
    Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

    Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
    Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
    Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
    Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
    Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

    Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
    Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
    Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
    Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
    Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
    Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

    Ki jaise tu mujhe chaahegi umar bhar yoohin
    Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
    Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
    Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

  5. #124
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    Ganesh : A lovely & impacting song

  6. #125
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    Sriram: Yes most songs of seventies n early are very nostalgic and touchy

  7. #126
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    Quote Originally Posted by mgb
    Sriram: Yes most songs of seventies n early are very nostalgic and touchy
    ya quite true Ganesh .

    The VIDEO of your song can be watched here :




    btw I dont remember the ending of the film - must watch it once again for that

  8. #127
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    Movie: QSQT

    ye mere.. humsafar..
    ek zara intezaar..
    sun sadaayein
    de rahi hain
    manzil pyaar ki

    ab hai judaai ka mausam
    do pal ka mehmaan
    kaise naa jaayega andhera
    kyoon naa thamega toofan


    kaise.. naa milegi..
    manzil.. pyaar ki..
    ye mere.. humsafar..
    ek zara intezaar..
    sun sadaayein
    de rahi hain
    manzil pyaar ki

    pyaar ne jahan pe rakha..
    hai jhoomke kadam ek baar..
    vahin se khula hai koi rasta..
    vahin se giri hai deewaar..
    roke kab ruki hai.. manzil pyaar ki..

    ye mere.. humsafar..
    ek zara intezaar..
    sun sadaayein
    de rahi hain
    manzil pyaar ki

    ye mere.. humsafar..
    ek zara intezaar..
    sun sadaayein
    de rahi hain
    manzil pyaar ki

  9. #128
    Senior Member Veteran Hubber mgb's Avatar
    Join Date
    Mar 2006
    Posts
    4,146
    Post Thanks / Like
    Movie: Amar prem

    kuchh to log kahenge logon ka kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina
    kuchh to log kahenge logon ka kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina

    kuchh rit jagat ki aisi hai har ek subah ki shaam huyi...
    tu kaun hai tera naam hai kya sita bhi yahaan badnaam huyi
    phir kyon sa.nsaar ki baaton se bhiga gaye tere naina

    kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina
    kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina

    hamko jo taane dete hain ham khoye hain in ra.ng-raliyon mein...
    hamne unko bhi chhupa chupke aate dekha in galiyon mein
    yeh sach hai jhuuthi baat nahin tum bolo yeh sach hai na

    kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina
    kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kahana
    chhoro bekaara ki baaton mein kahin bita na jaaye raina

  10. #129
    Seasoned Hubber Designer's Avatar
    Join Date
    Dec 2006
    Posts
    1,398
    Post Thanks / Like
    Ganesh : both these songs are among my Most favorites

    Here're the links for the Videos :

    1. Aye Mere Humsafar (QSQT) :



    2. Kuch Tho Log Kahenge (Amar Prem) :



  11. #130
    Senior Member Seasoned Hubber
    Join Date
    Nov 2005
    Posts
    1,422
    Post Thanks / Like
    from woh lamhe

    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
    yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
    yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

    samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
    tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
    samajh mein na aaye yeh kya maajara hain
    tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain
    yeh khaalisa kya hain
    kyun har waqt dil mein ??? kali hain
    kyun har waqt seene mein rehti kami hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
    yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

    jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
    tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
    jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen
    tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen
    yeh paagal nigaahen
    main zinda hoon leking kahaan zindagi hain
    meri zindagi toh kahaan kho gayi hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
    yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain
    tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain

Similar Threads

  1. Songs that have made an emotional impact on us - 4
    By mgb in forum Permanent Topics
    Replies: 1777
    Last Post: 30th May 2020, 09:22 AM
  2. Songs which had an 'Emotional' impact on you !
    By PARAMASHIVAN in forum Tamil Films
    Replies: 9
    Last Post: 17th May 2010, 05:41 PM
  3. Songs that have made an emotional impact on us - 3
    By baroque in forum Permanent Topics
    Replies: 1495
    Last Post: 10th April 2008, 03:16 PM
  4. Songs that have made an emotional impact on us - 2
    By mgb in forum Permanent Topics
    Replies: 1498
    Last Post: 27th August 2007, 12:10 AM
  5. Songs that have made an emotional impact on us
    By Oldposts in forum Permanent Topics
    Replies: 1497
    Last Post: 26th February 2007, 06:36 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •